People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Laila Laila
Music: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Album: Gair(1999)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gair/Laila-Laila-Mai-Naye/PwA
laila laila, laila laila
laila laila, laila laila
mai naye jamane ki laila

laila laila, laila laila
laila laila, laila laila
mai naye jamane ki laila

har koi banna chahe
mera aashik pehela
mai naye jamane ki laila
laila laila, laila laila
laila laila, laila laila
mai naye jamane ki laila

koi rasiya to koi hai diwana
mai dilo ke pyar ka fasana
bada muskil sabab ko chhupana
mai nigahe yaar ka nisana

ja re pagal parwana
ja re pagal parwana
yu na dil ko behla behla
mai naye jamane ki laila
laila laila, laila laila
mai naye jamane ki laila

mera sapna khyal hai tu mera
aa tujhe jan mai bana lu
meri duniya krar hai tu mera
aa karib sari duriya mita lu

dekh jara janejana
dekh jara janejana

mai hu tera chhaila
chhaila, chhaila
tu naye jamane ki laila
tu naye jamane ki laila
har koi banna chahe
mera aashik pehela

mai naye jamane ki laila
laila laila, laila laila
laila laila, laila laila
mai naye jamane ki laila
Dil Mera Kehta Hai
Lyricist: Sameer
Album: Gaddar(1995)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gaddar/Deewana-Ho-Jaayega/J14
dil mera kehta hai kya sun to zara sun to zara
mai ashiq tere pyar ka sun to zara sun to zara
hai mohobat ka jadu nahi dil pe kabu bana degi
pagal tujhe bekarai gadbad hai mamla
sun to zara sun to zara diwana ho jayega sun to
zara sun to zara dil mera kehta hai kya
sun to zara sun to zara

aise kaha ja rahi hai
dilbar se daman bacha ke
todunga na apna wada le jaunga dil chaura ke
kyu mere piche pada hai mujhko nahi tu le jana
ata nahi hai anadi meri mohobat ko pana
mujhko hai sab kuch pata sun to zara sun to zara
diwana ho jayega sun to zara sun to zara

meri jawa dhadkano mai dhak dhak si hone lagi hai
baichain si arzoo bhi sapno me khone lagi hai
mai bas tujhe chahta hu jane jigar meri ho ja
sare jaha ko bhula ke mere khayalo me kho ja
khamoshiyo ki sada sun to zara sun to zara
mai ashiq tere pyar ka sun to zara sun to zara
hai mohobat ka jadu nahi dil pe kabu bana degi
pagal tujhe baikarai gadbad hai mamla
sun to zara sun to zara diwana ho jayega sun to
zara sun to zara dil mera kehta hai kya
sun to zara sun to zara
diwana diwana ho jayega sun to
zara sun to zara sun to zara sun to zara
Naach Mere Lala Thu
Lyricist: Farooq Qaiser
Album: Daata(1989)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daata/Naach-Mere-Lala/NQNfCDh
naach mere lala tu naach mere lala
naach mere lala tu naach mere lala
khushiyo ka mauka hai khol dil ka taala
khushiyo ka mauka hai khol dil ka taala
bholi hai surat aur dil hai tera kaala
bholi hai surat aur dil hai tera kaala
holi ka mauka hai naach mere lala
holi ka mauka hai naach mere lala
main kaise naachu aaj ke taale tut gaye
haye haye ke bhaag mere fut gaye
sidha sidha bol ke ijjat lut gaye
haye haye fatake chhut gaye

hum to rahe bhuke tu khata raha shakkar
khata raha shakkar tu mithi mithi shakkar
mithi mithi baato se deta raha chakkar
deta raha chakkar tu deta raha chakkar
lala teri lala teri lala teri kismat pe aaj pade patthar
aaj pade patthar ye mothe mothe patthar
bhulke ye shakkar tu naach jara jamkar
bhulke ye shakkar tu naach jara jamkar, haye kaise naachu
kaise naachu kaise naachu haye kaise naachu
kaise naachu aaj ke shakkar lut gaye ke bhaag mere fut gaye
haye sidha sidha bol ke ijjat lut gaye
haye haye fatake chhut gaye

daud patar lala ke bail nikal bhage
bail nikal bhage tere bail nikal bhage
kuchh hai tere pichhe aur kuchh hai tere aage
kuchh hai tere pichhe aur kuchh hai tere aage
maal fokat ka fokat ka, maal fokat ka tere haath nahi laage
haath kaise laage bhala haath kaise laage
naacho mere yaaro ke soye bhaag jaage
naacho mere yaaro ke soye bhaag jaage
kaise naachu kaise naachu kaise naachu haye kaise naachu
kaise naachu aaj ke belan chhut gaye
haye haye ke bhaag mere fut gaye
sidha sidha bol ke ijjat lut gaye
haye haye fatake chhut gaye

mere paise, are mere paise
shor naa kar lala ye tere nahi paise
ye tere nahi paise ye tere nahi paise
are aaye yaha jaise ke jayenge bhi vaise
jayenge bhi vaise ha jayenge bhi vaise
tune garibo par garibo par
tune garibo par julam kiye kaise
julam kiye kaise sitam kiye kaise
naach nachayenge aaj hum bhi tujhe vaise
naach nachayenge aaj hum bhi tujhe vaise
are kaise naachu kaise naachu kaise naachu re kaise naachu
kaise naachu aaj ke taake tut gaye, ke bhaag mere fut gaye
sidha sidha bol ke ijjat lut gaye, are lut gaya main
fatake chhut gaye are maar diya re
barbaad ho gaya main are koi to bacha lo
are lut gaye re lut gaye
ijjat lut gaye, fatake chhut gaye
are barbaad ho gaye